Thursday 18 August 2011

My Thoughts

Pre Independence thoughts

Udte panchi ki tarah  aasmano ko dil chona chata hai
badalo ki tarah dil garajna chahta hai
aasman main taro ko  chune dil  chahta hai
pepel ki patto ki tarah lahrane ko dil chata hai
nadiyo ki tarah beheene ko dil chahta hai
aadkar main roshni jalane ko dil chakta hai

unki ek nazar ke liye dil chahta hai

Post Independence thoughts

aasman ke polution se bachne ko dil chahta hai
traffic ke bahar aane ka man karta hai
drainage main bare pane se bechne ko dil chahta hai
road ke potholes jo hai unme fasne se bahne ko dil chahta hAI
nadiyo ki gandgi se bachna ko dil chahta hai
LPG or Pertrol ke paise kaaam hone ko dil chahta hai
Inflation 8% se 5% hone ko dil chata hai
local traino main window seatpar bethne ko dil chahta hai
Mumbai blast se bahne ko ji chahta hai
Imarato ke jirne ko bachne ko ji chata hai
corruption free India ye dil chhta hai

unki ek phone ko dil chahta hai

No comments:

Post a Comment